Faani ka Qat'a

Ab wo raate.n kahaa.n shabaab kahaa.n,
ho gayi subah, waqt e kHwaab kahaa.n
Yaas hai ab naa aarzoo ''Faani'',
dil ho betaab ab ye taab kahaa.n

Faani Budaayuni

Comments

Popular Posts