Hujoom e ghum se, yaa.n tak sarnigooni mujhko haasil hai,
ke taar e daaman o taar e nazar mein farq mushkil
rafoo e zakHm se matlab hai lazzat zakHm e sozan ki,
samjhaiyo mat, ke paas e dard se deewaanaa ghaafil hai
wo gul jis gulistaa.n mein jalwaa farmaayi kare, Ghaalib
chitaknaa gunchaa e gul kaa, sadaa e khandaa e dil hai
Mirzaa Ghaalib

Comments
Post a Comment