Hum rashk ko apne bhi gawaaraa nahi.n karte,
marte hain, wale un ki tamannaa nahi.n karte

dar pardaa unhe ghair se, hai rabt e nihaani,
zaahir kaa yeh pardaa hai, ke pardaa nahi.n karte

ye baa'is e naumeedi e arbaab e hawas hai,
Ghaalib ko buraa kahte ho,achchaa nahi.n kahte

Mirzaa Ghaalib

Comments

Popular Posts