Mujhe saaghar dobaaraa mil gayaa hai
Mujhe saaghar dobaaraa mil gayaa hai,
talaatum mein kinaaraa mil gayaa hai
miri baadaah parasti par na jaao,
jawaani ko sahaaraa mil gayaa hai
Asraar Ul Haq ''Majaaz'' Lucknowi
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment