Zeest ka haasil banaa diyaa dil jo goyaa kuch na tha
Zeest ka haasil banaa diyaa dil jo goyaa kuch na tha,
ghum ne dil ko dil banaaya warnaa kya tha kuch na tha
yaa alam koshi rahi, ya khud faraamoshi rahi,
dil kisi din dil na thaa ya dard tha ya kuch na thaa
Faani Budaayuni

Comments
Post a Comment