Zulf ki baat kiye jaate hain,
din ko yun raat kiye jaate hain
chand aansoo hain unhe bhi ''Jaalib'',
nazre haalaat kiye jaate hain

Habeeb Jaalib

Comments

Popular Posts