Aaya karo hamaare paas
Samjha karo ishaare ko

Le gaye wo buniyaad ujhaad
Rota mitti gaare ko

Kaho zafar lene jaao
Aadhe ko ya saare ko

Zafar iqbaal

Comments

Popular Posts