Ajeeb khwahish hai shehar waalo'n se chhup-chhupaa kar kitaab likhoon...

Ajeeb khwahish hai shehar waalo'n se chhup-chhupaa kar kitaab likhoon...
tumhare naam apni zindagi ki kitaab ka intisaab likhoo'n

main tanha ladki dayaar-e-shab mein jalaau'n sach ke diye kahaan tak
siyaah-kaaro'n ki saltanat mein main kis tarah aaftaab likhoo'n

Noshi Gilaani

Comments

Popular Posts