Fazaaye dil pe udaasi bikharti jaati hai,

Fazaaye dil pe udaasi bikharti jaati hai,
fusurdgi hai ke jaa.n tak utarti jaati hai
fareb e zeest se qudrat kaa mud'da'aa ma'aloom,
ye hosh hai ke jawaani guzarti jaati hai

Faiz Ahmad Faiz

Comments

Popular Posts