Kyu.n nahi.n aitbaar maujo.n par
BeDiyaa.n bod kyu.n nahi.n sakte

Ye safar me agar rukaawaT hain
Aable phoD kyu.n nahi.n sakte

Baal agar reh gaya to phir kya hai
Aaina tod kyu.n nahin sakte

Ka.npkapaate hi phir rahe ho zafar
Shayari aoud kyun nahi.n sakte

Zafar iqbaal

Comments

Popular Posts