Sooni raaho.n me.n chalne waale hain
Sooni raaho.n me.n chalne waale hain
Hum tere shahr k ujaale hain
Humne matlab mey o sitaara k
Aapki zulf se nikaale hain
Asl mozoou bhi kya hasi hoga
Dair o kaaba to do hawaale hain
Doodh ki nahr jo nikal sakti
Kohkan to nahi.n gawaale hain
Abdul hameed Adam
Comments
Post a Comment