Ye guftgu ka takalluf uthaane waala hu.n
Main apne khaas ishaare banaane wala hu.n

Zyadaah farq nahi.n reh gaza hai dono me,
Rulaane wala hu.n main ya hasaane wala hun

Phir uske baad meri door kaat dega koi
Zara si dair ko main sarsaraane wala hun

Zafar Iqbaal

Comments

Popular Posts