Zaban khamosh hai lekin nigahein baat karti hain

Zaban khamosh hai lekin nigahein baat karti hain
Adayein lakh bhi Roko to adayein baat karti hain

Nazar neechi kiye danton mein ungli ko dabati ho
Isi ko pyar kehte hain, isi ko pyar kehte hain


 Hasrat Jaipuri

Comments

Popular Posts