Naayaab Ghazal (Sirajuddin "Aarzu)

Aataa hai har saher uTh teri baraabari ko
kyaa din lage hain dekho kHurshi dekHaawari ko

us tundkHoo sanam se jabse lagaa hoon milne
har koi maantaa hai meri dilaawari ko

Sirajuddin Aarzu

**
'' is zamaane mein Aarzu se badhkar koi muhaqqaq aur shaa'ir e sheere.n zabaan naa thaa''
- Meer Taqi Meer

''Ameer Khusro ke baad hindustaan kaa sabse bade shaa'ir''
- Meer Hasan

** Urdu mein Sirajuddin ''Aarzu'' ne chand hi sher kahe hain,inhone faarsi hi mein zyaadaa kahaa hai

Comments

Popular Posts