Ek muddat se talabgaar hoon kin kaa in kaa

Ek muddat se talabgaar hoon kin kaa in kaa
nashaa e hasrat e deedaar hoon kin kaa in kaa

jaan ko bech ke ye naqd e dil ab laayaa hoon
sab se pahle main kHareedaar hoon kin kaa in kaa

Shaah Haatim

Comments

Popular Posts