Ek musht e kHaak kaa kyaa ho bayaan e iztaraab

Ek musht e kHaak kaa kyaa ho bayaan e iztaraab
zarre zarre mein nihaa.n hai ik jahaan e iztaraab

Jaante hain woh adaaye.n is dil e betaab ki
un se baDh kar koun hogaa nuktadaan e iztaraab

Asghar GonDvi

Comments

Popular Posts