ghum is qadar baDhe ke main ghabraa ke pi gayaa

ghum is qadar baDhe ke main ghabraa ke pi gayaa
is dil ki bebasi pe taras khaa ke pi gayaa

THukraa rahaa thaa mujhko baDi der se jahaa.n
main aaj sab jahaan ko THukraa ke pi gayaa

Saahir Ludhiyaanwi

Youtube Link :: Mohd. Rafi( Pyaasaa Film se)

Comments

Popular Posts