Hain jaa.n baa lab kisi ki ishaarat ki der hai,

Hain jaa.n baa lab kisi ki ishaarat ki der hai,
dekhe hai us nigaah ki qazaa aur qazaa ko hum

bachte hain is qadar jo udhar ki hawaa se hum
waaqif hain shew ae dil e shorish adaa se hum

is iltafaatiyo.n hai wahem ahl e bazm ko
sharmindaa ho gaye teri sharm o hayaa se hum

Mustafaa Khaa.n Sheftaa

Comments

Popular Posts