Naaseh yeh gilaa kyaa hai ke main kuch nahin kahtaa

Naaseh yeh gilaa kyaa hai ke main kuch nahin kahtaa
tu kab meri suntaa hai? Ke main kuch nahin kahtaa

Aye chaaraagari qaabil e darmaa.n nahin yeh dard
warnaa mujhe saudaa hai? Ke main kuch nahin kahtaa

Momin Khaa.n Momin

Comments

Popular Posts