Nayaa Saal

KaroDo.n baras ki puraani
kuhan saal duniyaa
ye duniyaa bhi kyaa maskHari hai
naye saal ki shaal oDhe
be sad tanz, hum sab se ye kah rahe hain
Ke main to ''nayi'' hoon
ha.nsi aa rahi hai

MakHdoom Muhi Uddin

Comments

Popular Posts