Sab baate.n unhi.n ki hain ye, sach boliyo qaasid

Sab baate.n unhi.n ki hain ye, sach boliyo qaasid
kuch apni taraf se to tasarruf nahin kartaa

kyaa haal tumhaaraa hai, hume.n bhi to bataao
bewajah koi 'sheftaa'' uf uf nahin kartaa

Mustafaa Khaa.n ''Sheftaa''

Comments

Popular Posts