Sarghoshi
tumhari aankhon k surkh doore
wo baat kehnay k muntazir hain
jo tum ne ab tak kahi nahi hai
magar tumhain kuch khabar nahi hai
tumhara chehra ek aaina hai
k jis pe likhi
shikast dil ki ibaraton ne
bohat si baaton ko bin kahe bhi
humari aankhon say keh diya hai
Khaalid Moin
wo baat kehnay k muntazir hain
jo tum ne ab tak kahi nahi hai
magar tumhain kuch khabar nahi hai
tumhara chehra ek aaina hai
k jis pe likhi
shikast dil ki ibaraton ne
bohat si baaton ko bin kahe bhi
humari aankhon say keh diya hai
Khaalid Moin
Comments
Post a Comment