Saleeqaa

kuch yaad nahi
par yaad hai itna
jis din se milay ho tum hum se
hum ne bhi
baaton ka saleeqa seekh leya
aay janay walay
teray janay se
itna to hua hum ne bhi
palkon mein
chhupa k ashkon ko
hansnay ka saleeqa seekh leya



Nuzhat Shaah

Comments

Popular Posts