Mashwaraa
humari mohabbat ki clinical maut waqa'ey ho chuki hai
aur uzar-khuwahiyon ka masno'i tanaffus
isay kab tak zinda rakhay ga
behtar yehi hai
k hum munafiqat ka plug nikaal dain
aur ek khobsurat jazbay ko
ba-waqaar maut marnay dain
Parveen Shaakir
aur uzar-khuwahiyon ka masno'i tanaffus
isay kab tak zinda rakhay ga
behtar yehi hai
k hum munafiqat ka plug nikaal dain
aur ek khobsurat jazbay ko
ba-waqaar maut marnay dain
Parveen Shaakir
Comments
Post a Comment