Qaid rakhaa humei.n sayyaad ne yeh keh keh kar

Qaid rakhaa humei.n sayyaad ne yeh keh keh kar
abhi aazaad kiya, bas abhi aazaad kiya

tujhko barbaad to hona tha baharhaal "Khumaar"
naaz kar naaz ke usne tujhe barbaad kiya

Khumaar Barabaanki

Comments

Popular Posts