zindagi yun bhi guzar hi jaati

 zindagi yun bhi guzar hi jaati
kyun tera raahguzar yaad aaya

koi veeraani si veeraani hai
dasht ko dekh ke ghar yaad aayaa

maine majnu.n pe laDakpan mein 'Asad'
sang uthaaya thaa ke sar yaad aayaa

Mirzaa Asad Ullaah Khaa.n Ghaalib

Comments

Popular Posts