zabt kar kar ke jo banaaya hai

zabt kar kar ke jo banaaya hai
ghum nahin aadmi kaa saaya hai

dasht sahra ka ek saaya hai
phir samandar bhi khoob aaya hai

usko paane ki laakh koshish ki
usko paane mein sab ga.nwaaya hai


Arghwan Rabbhi

Comments

Popular Posts