Ek Sher
diyaa apni kHudi ko jo hamne uthaa, wo jo parda saa beech mein thaa, naa rahaa
rahaa parde mein ab naa wo pardaanasheeN, koi doosraa uske sivaa naa rahaa
Bahadur Shah "Zafar"
(Bahadur Shah Zafar 24 October, 1775 ko paida hue the, wo mahaan MugHal samraajy ke aakHiri baadshaah the)

Comments
Post a Comment